Thora Thak Sa Gaya Hoon

Thora Thak Sa Gaya Hoon
Thora Thak Sa Gaya Hoon


jeeta nahin par

haara nahin hoon

bas thora thak sa gaya hoon

toota hua hoon

bikhra nahin hoon

bas thora thak sa gaya hoon

kal tak main yun jee raha tha

jaisy koi kal hi nahi

ghum saary yun main pee raha tha

jaisy koi hal hi nahin

khamosh hoon main

bhoola nahin hoon

bas thora thak sa gaya hoon

madhosh hoon main

khoya nahin hoon

bas thora thak sa gaya hoon

 


Post a Comment

If you have any doubts, Please Let me Know

Previous Post Next Post